Urdu Totkay, Totkay in Urdu, Desi Urdu Totkay, Ghareelo Totkay
Wednesday, 20 March 2013
Karelay ki karwahat kam karnay ka tareeka
Karelay ko lambai kay rkh may katnay say us ki karwahat boht kam ho jati hay. Lambai may katna kay baad unhain namak laga kay ek ghantay kay liye rakh dain phir dhoo lain. Agar fooran na pakani ho tu freeze kar dain. Dhoonay kay baad pakain.
No comments:
Post a Comment