Thursday 21 March 2013

Timatar ko mehfoz karnay ka tareeka

Timatar agar mehfoz karnay hoon tu waisay he mehfooz na karain balkay enhay grind kar kay kisis bartan may daalain or freezer may rakh kar freeze kar lain. Es tarhan timatar kafi mahinoo tak estamaal kiye ja saktay hain. Mukamal timatar freeze karnay say un ka zaiqa tabdeel ho jata hay.

No comments:

Post a Comment